Kal bhi bunde barsi thi, kal bhi badal jarge the,
kal bhi aankho me sapne the, kal bhi yado me tarse the.
Lekin gujra kal accha tha, kyonki kal tak mai baccha tha.
Ab jo maine dunia ko dekha, kya tha mai aur kya ban baitha.
Bachpan me jo bhi sapne the, wo kab ke toot ke choor hue.
Halaat ke hatho hi sahi, lekin hum bhi mazboor hue.
Mai aaj bhi dil ka saccha hu, mai kal bhi dil ka saccha tha,
lekin gujra kal accha tha, kyoki kal tak mai baccha tha........vikas jha

No comments:
Post a Comment